~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

qabil ustaad iss ke bare mein soochna pure ga

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sochi pai tay bandi gai :aq:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

haaaaa..........

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

tou aur kia :snooty:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kia kohi serious baat horahi hai?

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

serious naheen Sanjida kaheen gaiy keonkah idhar aap sirf urdu bool saktay hain :)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Sanjida :k:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

tu kia urdu main sirf sanjida batain hi kar saktay hain?

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Naheen tho jo chahey wo bolo bhena yahan sirf hukum hain ke Udu mien bolo. :salute:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hum nay yah to naheen kahan …hum to shayad saal mein aik dafa sanjida baat kartay hain :bummer: baqi to flooding he hoti hay :stuck_out_tongue:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sanjida :konfused:

Bilkul darust farmaya mairay doost :hug:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

chalo phir sanjidgi chorro aur khushi ki batain karo :)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hamain aap ko yahan daikh kar dilli musarat hoi hay … aur urdu say muhabbat karnay waloon ko daikh kar to hamara dill bagh bagh ho jata hay :bb:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Kushee kee baat tho yeh hain ke sumajlo mein aaj GS ka bee paka shayreeh hogaya Lo jee pehley Gorra sahib kee inaam thee aab yeh azeem khitaab be milgay :champ:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

lily londonmein kaha rehti ho..........mein bhi london se hoon

tum VIG bananay wallay ho :hug: sirf 5 K aur :champ:

Faris bhi london jata rahta hay :wink: aur mein bhi ussay udhar he milta ho

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

tou mein kya kuroon

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

bhangra dalo :nuch:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:nuch: