~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

meri sar hai…u ko kya :snooty:

kia ?

kund zahan = dumb

wohi jissay tum line marti thi :rotfl:aur tumhain larkoon kay daikhnay kay illawa koi dosra kaam naheen hay :omg:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hubby bhag jaay ga ganji party daikh kar

sanan samjaao is ko yarrr!!!!!

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

yaar mein iss PK :fraudia: ko tou pahlay samjha loon pahlay :aj:

Ji nahiii...he will not....well he better not warna :ASA:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

[QUOTE]
hmujhe bhi shoq hai her aik ko bhai banane ka

mere paas siraf 3 bhaihain mujhe aur chahiye
[/QUOTE]

PK bhena hum sub ke bhai hain.. puree kaum ka tho mein ik bhai hoon.

Allah muje himat de ke main kaum kilye bhai walla kaam karsakoo.

:omg: bhai sb. apni inn tamam munh bolli bahnoon ko burqa pahna day yaar …
ittni darawoni shaklain hain :rawr: inn key kia bataoon mein :eek:

:rotfl:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Hum kisee ke shakaal naheen dekhtaay! :aj:

Yeh sub merey kaum hain… hum sub ik kaum hain.

Ik din Khuda kee Kasaam dekna humaree kaum is dunya ko kaisee tokur de gee.

Jab tak merey jaan mein jaan hain mein apnee puree koshish jaree rakoongah apnee kaum kilyeh hum kisee ke ghulam naheen Siva Allah aur uskeh Rasool keh…

Waqt aygah dunya dekegeey ke ik Pakistani be is dunya ko seeda kardegah!

Pakistaaan Zindaaabaaaad! :jhanda:

INSHALLAH !!

InshaAllah :jhanda:
Na’raa Takbeeeeeeeeeeeeeeerrrrrrrrr

Allaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhh ho Akbaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaar :2guns:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Nahreh agar laneh hain tho saab la lo...

Nahreh Risalaaat! Ya Rasool-Allah!

Nahreh Haideri! Ya Ali

Aur akree nahrah tho ik seedey sadeh logon ka...!

Deen Deen! Kaum Kaum!

Faris…aap GS ko ek kaum bana rahe ho kya :eek:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Bus yaar mujh say naa’ray nah lagwanann Col. Qadafi nay pabandi laga rakhi hay naa’roon aur jaloosoon par :bummer:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Allah hu akbar

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Bus karo bhai kissi nay sun liya to mein to gia jail mein aglay 5 saloon kay liye :bummer:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

chalo acha hai jailjaao gay to career ban jaay ga !!!
kuch sekh kar hi niklo gay na

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

leekan pakistan aaon ga to president yah PM banoon ga na :teary3:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Tum ko andar karneh wala Jail is dunya mien hee naheen Mir Sannan merey dost :hug:

Tumko Khuda President banaye aur phir tumhara top general mein hoon ga na :@:

Allah ka hukoom ho tho hum tho Hindustaan kyaa China aur Russ ko bee Fatah karsakthe hain… Kis kee himat hain ke hum dunno ko rokay!

:2guns: :2guns:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kon apna time waste karay lolz

O geo mairay warrior brother :lifey: woh to mein kabhi kabhar zara kasar-e-nafsi say kaam laita hoon :wink:
From some days i’m noticing that Faris is becoming the old warrior :wink: to whom u buried some while ago