Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
tumhari 25% sirf 5000 rupess banay gaiy aur mairay 10% 1 million ;)
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
tumhari 25% sirf 5000 rupess banay gaiy aur mairay 10% 1 million ;)
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
5000 nhi 5000 pounds
still not equal to 1 million pounds ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
main bohat achi urdu bolti hoon :D
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
to phir hath kangan ko arsi kia :D zara ho jaain chand jumlay urdu kay
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kion nahi :D
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
iss moqay par aap ko farmana chahiye tha … Baja irshda farmaya aap nay hum tayaar hain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Sannan merey bhai kaise ho aaj?
Kafee dino baad humaree guftagoo howray hain… kaisey waqat guzaraha hain… Tripoli mien aaj kal ka mowsum?
Chalo baitho aur Sotha lo humko sub kuch pathoaw merey dost… ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Bhai Faris Tarablus (Tripoli) mein sub theek hay aur tundoo taiz suraj key karnoon nay dimagh ko munawar kia howa hay. Paseena sir say shuru hota hay aur aireon say jotoon mein ja kar dum toor daita hay … aap sunain thand kay mazay lay rahay hoon gaiy ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Nhaeen yaar yahan tho garmee hain aur thee bohat zaida… lekin aab naheen.
Meree aaj pehlee Diciplinary thee. Wahan merey Chief na paagh kar case saab seargent ko de deya… sergenat ne mera bayaan leeya aur das minute ke baad faisla keeya ke mien bilkul be-gunnah tha aur phir muje duty see araam karnay kilye aik kantay ka mowka deeya.
Tho phir mien tho aaj hush hee hush hoon merey dost yeh lo
Allah tumhe tandee hava dein, Ameen.
Waissay muje apne goan kee tandee havah kee yaad ahray hain ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
keon tumharay gawoon mein nahar hay kia :aq: Garmeon mein mein to apni dopaharain nahar par nahatay hoye guzarta tha … subah subah kitabein utha kar nahar par aur jub sub doost akhthay ho jatay to dhara dhar nahar mein chalaingain
kia yaaar kar wa diya ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Tumharay namaz-e-janaza key tayaaryaan ho rahi hain ![]()
nazar naheen aa raha hay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Wattan kee yaadein ![]()
oyeeeeeeeee…nuzur naye aa raha iss liye pooch ruhi hon
awwww
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
zaban undar
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Mujhay yahan kisi bhi shakhs say guft o shaneed nahi karni:naraz:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Tou Nah Karo ![]()
hum thori marray ja rahay hain tum say guftagu karnay ko
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
tum jaisay bad hawas shakhs ki taraf to daikhna bhi jurm hai:zobo:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
bud hawas
keon mein nay bud hawasi mein kia tumhari dum par pair rakh dia hay ![]()