Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
urdu mein koun baat kurega
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
urdu mein koun baat kurega
Jaf
Aab kuch Aqal shareef mein aaya kah urdu kia hay
LP aur Urdu parachani walli Ustaani ![]()
Zahay Naseeb hum to urdu kay qadar dan dhoondtay phirtay hain … aap idhar jalawa afroz hotay raha karain ![]()
urdu mein koun baat kurega
g bilkul aap apni tashreef ka tokra utha kar to lain :(
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mujhe urdu bhool gayi:crying:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yah urdu naheen to kia bool rahi ho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mara kyun:crying:
abhi thori bht ati hai pehle mujhe bhi ap ki tarah mushkil mushkil alfaz ate the
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Tou kia taqaza-e-Umri key wajah say bhool gai hay urdu ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mujhe bhi aise hi lagta hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Chalo shukar hay kissi nay to saheeh mana
acha chalo aab apni asli umar bato ![]()
sannan yeh dagha ap hai aur ap khud hi urdu nhi bol rahe ho
khair meri umar akhater saal hai 71 ager ap urdu wali side se parho to
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kahan likha hay
tum khud tabdeel kar daiti ho meri chitti (post) mein ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ap ne ap ne khud baad main tabdeel kiya hai:zobo:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kia cheez ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
wohi jo pehle likha tha abhi mujhe bhool gaya use urdu main kiya kehte hain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Addaulat saboot mangti hay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
saboot hai mere pass
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
apnay pas he rakho
mein judge ko kharaid chuka hoon ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
to koi baat nhi main ne zardari ko paise diye hain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
uss ko tou mein pahaly he commission daita hoon 10% ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
main use 25% doon gi