~*~*~*~*~ Aaliya Fehmi ~*~*~*~*~

**Main nay koi 3 ya 4 saal pahlay Kissi Class key urdu key book mein Aaliya Fehmi ka naam suna tha :slight_smile:
Kissi ko yaad hay kah kounsi class key urdu key book mein tha **:hmmm:

Note : ghlat fehmi aur Khush Fehmi uss key cousins naheen hain :barbie:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

aray open ker li thread cheeteh :omg:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

nice question by the way bt main iss ka jawab apne dada k dost se pooch k batati hun coz dada ko fot huay 10 saal ho gay or un k ye dost un se 15 saal chotte thay :cb:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

main aaj ka kaam kal par naheen talta hoon :blush:

:bizz:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

:smilestar:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

:teary2:
mujhay net par search kay douran mil gia hay kah school kay zamanay mein parha tha yah naam leekan woh Forum upgradation kay marhalay say guzzar raha hay iss waqat :hinna:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

:sunnyboy:
Aaliya ko kya ghalat fehmi thi?

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

Mujhay to tum say buhat say tawaqaat wabasta theen leekan :hinna:
Now waiting for blessed2006 :cobra:

@blessed2006;

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

chalo koi nai ab utni der sarson k tail main 6 gadoy,3 dadoo,10 makhian or 1 mari hui billai daal k koot k sir ki malish karo,bohat sukoon pohanche ga…shazia apa k Sannan apa k liye totkay :snooty:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

yah gadoy kia hota hay :konfused:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

haaaaaaaaaaw itni jaldi bhool gay???yad nai barish k baad degchi le k nikal jate thay k aj tu salan pakay he pakay :omg:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

:smilestar:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

:konfused: barish ka kia ta;luq :bummer:

iss main marnay key kia baat hay :teary2:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

Meri bisti kyun kharab ki phr :barbie:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

tumhari bisiti thi :hmmm:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

wo barish main he hote hain lekin agar ap k ghar ki tara safai zyada ho tu aam dino main b ware nyare :omg:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

maira ghar he naheen hay :teary2:
** bahanay bahanay say ghareeb key ghurbat ka mazaq :teary3: ****

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

Aahoo :barbie:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

ufffffffffffffffff itna naya dialogue :sannan: bas ker do ab tu meri billi k bache b boorrhe ho gay hain :smilestar:

Re: ~~~~~ Aaliya Fehmi ~~~~~

:mash2:

kitnay bachay hain tumhari billi kay :hmmm: