Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
I think bcoz of nafrat not mohabbat..![]()

all jealous people want to ban me ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
![]()

Acha...
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
naheeN… aaj kaL insaanoN kee kami ho gayee hai ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
cheeni khaa lo ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
toubah pattr pattr zubaan ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
Allah kaY kaamoN maiN bandoN kaa kiyaa dakhaL ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
Allah nay control karnay ki sikat bhi day rakhi hai ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
kyoo kia pahley aap insaanon ke dil laite they ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
Cool :roman: this thread has surpassed the total number of replies from the original one ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
WO kia hay na kay ye mod log baRay Zalim hotay haiN … isilye NO coments.. ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
tau kiyaa karo naa control… ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
miyaaN... apni baat kehnaa bhee aik ART hai... bandaa baat aisee karaY jo keh bhee daY aur koi pakaR bhee naa sakaY... tum tau Poetry kaY mod shod rahai ho.. tum naY Parveen Shakir kaa zabaan zad-e-aam mashhoor-o-ma'aroof woh shair tau sunna hogaa?
MaiN kuch bhee na kahooN aur chaahooN kaY meri baat
Khushbu kee tarah uR kar teraY dil maiN utar jaaye :D
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
MaiN kuch bhee na kahooN aur chaahooN kaY meri baat Khushbu kee tarah uR kar teraY dil maiN utar jaaye :D
Hazoor Ata hay wo Art.. ;)
Aqalmand kay liye Ishara Kafi hota hay... and... My "No Comments" was Enough for U.... :D
Wesay hi aik Sher Yaad Agaya..
Kesa parda hay kay chilman se lagay beThay haN
Saaf chuptay bhi naheN saamnay atay bhi naheN ;)
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
abb aur kitnaa saamanaY aaouN bhai…
kitaab-e-Mubrahan ho kar reh gayaa hooN ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
Shukar karo abhi Kitaab ho.. hamari tarha safhay safhay ho kar bikhray naheN ho ![]()
Have gr8 time.. me out ![]()
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
yucki murghi bechari ka dil khaa gaye tum
Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush
aur aap jo gaye bakriyoN kaY kalejaY chabaati rehti ho ![]()