AAj mujhay kissi nay *DIL* diyaa *blush*

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

rrrrrrrrright..:rolleyes:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

meraa dil naheeN hai kiyaa? maiN murghi kaa dil naheeN lay saktaa :mad2:?

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

kion us bichari ne app ka "mujj khoee thi kiya " ghooring:hoonh:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

nahi coz the gave her heart away 2 sum1 else..! it was a chicken in love..!

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

abb maiN koi bakri koi Allah miyaaN kee gaaYe kahaaN saY laaouN :bummer:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

^ laana hi mat.. coz the bakri might b in love 2 wid another bakra..:cb: n u dont want them to b seperated near valentine.. now do u..? :rolleyes:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

Murghay :p

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

Lekin Mujhay tou naheN Mila… :teary1:

Hamray Hissay maiN tou Ati hay tou wohi.. Murghi Ki Aik Taang… aur kuch naheN :bummer:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

dil lia bhi to kis ka bechaari murghi ka :(

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

aur gaYe kaY liye baiL sigh iss duniyaa maiN mohabbat karnaY waaloN kee zindagi kitni kaThin hai…

No comments for you no more…

hamesha TaaNg saY naa khush hee rehnaa..

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

aaj kal market maiN aisaY hee dil mil rahai haiN :snooty:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

Q? mainey kiya kiya hai :(

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

aapne kabhi mohabbat ki ho na toh aap woh chicken heart kabhi na khaatey..:teary1:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

:hoonh: I have to be serious with you now :snooty:

laikin woh tau mohabbat maiN khaayaa thaa naa :crying:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

haye’la sachi? :blush: pehlay batana thaa tou :cb:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

AQ... hamesha Na Khush NaheN hota... ;) :p :D

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

ziyadah makhol naa kareeN meraY naaL…:smilestar:
I can still Kaali maiL you :devil:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

karDo kaali mail :snooty:

DarTi nahee houN :smooth:

mera kaam asaaN ho jaye ga :blush:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

kia zamaana aa geya hai bechaari murghiyaan
dil laina hi tha to kisi barey janwer ka laitey

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

haaN bhaee.. TaaNG TaaNG kee baat hai