AAj mujhay kissi nay *DIL* diyaa *blush*

Dil choTTaa saa thaa… :bummer:

laikin choTTaa hee honaa thaa naa

itni choTii see tau woh thee :blush: :jano:

aur phir itni cute aur piyaari sii :kiss:

maiN tau buss uss kay safaid safaid badan maiN hee kho gaya thaa :love:

moTi kahiN kee..

laikin phir uss qassaie nay ussay kaaT diyaa:teary2:

aur phir murghi kaa dil mujhay day diyaa:yummy:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

i had murgi too :yummy:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

yaawr.. dil ka kya hai.. aaj kal to har dukaan mein dil hi dil nazar aa rahe hain..:hoonh: murgi ka baat kar raha hai..

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

:naraz:
jealous peeplaan:smilestar:

:barbie:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

mai kyoo jaloo maine to apne hisse ki murgi khaii hai :snooty:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

banda poochey ke aapko taras bhi nahi aaya.. aapko dil ka offer aaya aur aapne foran le liya.. yeh bhi nahi soocha ke shayed chicken ka dil kisi aur ke paas tha.. maybe the chicken had sum marriage plans.. lekin nahi.. zaalim ne soocha bhi nahi aur dil le liya..aur woh b valentine ke kareeb.. zaalim log..! :teary1:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

Khaatoon!

Ghalib farmaa gaye haiN
Muft haath aaye tau buraa kiyaa hai
Aakhir iss dard kee dawaa kiyaa hai :konfused:

aur phir yeh tau naqa’d khareedaa hai. muft ka abhee naheeN hai…

aur offer kee bhee aik hee kahi… aaj kaL kaRki kaa zamaanaa hai, first come first serve basis maiN muaamlaa chaL reeyaa hai:snooty: agar yeh bhee naa letaa tau luG gayaa thaa KhaDaY line :teary3:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

muft mein haath aaya lekin aapne to poora bazoo hi khenj liya..:frowning:

that u were ate the chicken wid love doesnt mean chicken loved u.. the chicken might love another murgha.. lekin gayi yeh doosre murghey ke pait mein..:frowning:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

:cb:
Chickens never love anyone to begin with… they just chicken out :slight_smile:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

yeah I c chicken n murghey dont love.. u also ate the chicken juz like that.. widout thinkin abt love..:rolleyes: murgha saab..

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

bhai jaan.. maiN kabhi school maiN Murghaa naheeN bannaa :naraz:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

ohh zalim u :bummer:…bichari mughri :frowning:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

how do v know :stuck_out_tongue:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

u have to TRUST me… u dun have any choice :barbie:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

han TRUST u so u can go on GS all over hinting :mad:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

what hinting :konfused:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

arrghh :aj:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

Bechari Murghi… :rolleyes:

Chalo AQ dear… Still Better Murghi ka dil tha Murghay na naheN tha… :smiley:

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

EMM: I dunno what you are talking about :naraz:

woh tumhaaraY liye choR diyaa thaa..

Re: AAj mujhay kissi nay DIL diyaa blush

haina..?!