Aaj kya pakaaya/khaaya

Kabsa :yummy:

Nihari :yummy:

Zarda kha rha hoon :yummy:

Mutton qorma..


Restored attachments:

2 Likes

Chinese rice :yummy:

Paaye

What a coincidence :eek:
Me ne bhi mom-made paye khaye abhi lunch mein :yummy:

Chana daal :yummy:

Kuch nae…

Ni Maa Sadqay Jaaye!!

pizza khana hai mere laal ne?? :smiley:

[quote=““Hakuna Matata””]

Ni Maa Sadqay Jaaye!!

pizza khana hai mere laal ne?? :smiley:
[/quote]

**I m not laal :mad:

Jb khilana nae hota tou offer q krte ho? :teary2:**

Lady ki finger :nerd:

ohh bhool gaya.. aap to neelay hain naa?? :smiley:

mene kab mana kiya hai?? Sunday ko khila deta hu :@:

[quote=““Hakuna Matata””]

ohh bhool gaya.. aap to neelay hain naa?? :smiley:

mene kab mana kiya hai?? Sunday ko khila deta hu :@:
[/quote]

**Hum us color k jis color ka pitza :yummy:

See, ab aaj sunday hai…Aur aap as usual offer kr k ghaib… :hoonh:**

Just yoghurt…

lol, matlab neelay, peelay, laal aur kaalay hain?? :hehe:

Jee nahi Qibla.. bas aapka humse time different hai.. Aap abhi aajaen aapko pizza hut le chalta hu.. mujhe bhi bhook lagi hui hai :@:

Chicken fajita sandwich

[quote=““Hakuna Matata””]

lol, matlab neelay, peelay, laal aur kaalay hain?? :hehe:

Jee nahi Qibla.. bas aapka humse time different hai.. Aap abhi aajaen aapko pizza hut le chalta hu.. mujhe bhi bhook lagi hui hai :@:
[/quote]

**Bss itne se colors ka pitza nae hota :hoonh:

Monday ko aa kr bolte ho abhi aa jaein pitza hutt chalte hain :hoonh:

Time difference tou jaan churwane ka bahana hai :hoonh:**

Khud k banaey hue rice :rock::yummy: