Aaj kya pakaaya/khaaya

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

kichri aur bakrai ka gosht!

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

​Ye pehli post hai chapter 2 ki jis ki samjh aa gaei hai :phew:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Bhook hartal nae ki hui, aik bnda Sahiwal se pitza bhijwa rha tha bss usi ka wait krte krte boorhe ho gye hain…:hoonh:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

hahaha :omg:

loollllzzz, me kab kaha tha me bhijwa raha hoon?? ALLAH maafi mou pe jhoot :hehe: sir aap aa ker khaa lein jab bhi dil kare, open invitation hai aapko :@:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Hakuna matata, aap kiya bol rahain hai samajh nahin aa raha. However, your avatar is cool! nose ka kiya hua? :hmmm:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

thank you.. nose bucket me phans gaya hai.. ab nikal nahi raha kya karu :hehe:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Shaljam gosht..

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Hakuna! toa sar bucket sai bahir nikalo na! :slight_smile:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

meri profile picture me bucket nahi hai and naak bhi wazeh dikhai de raha hai aur zubaan bhi :hehe:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

You haven’t seen in Pakistan and i dint even hear the name of it before, jo mian ko pasand wo banalya or kha lya, pehly lar lar k khati thi because i was never been into American food ever, So :snooty:

Ajj shimla(ball papper) mirch keema

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Fried Apple Shashlik..

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Burger

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

​Rice :yummy:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

kallay kallay??

khali chaawal ya naal chatni shatni v si??

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Biryani

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Tahurra al-amreeki… Either post a picture or it never happened…

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Pakistani hee theek hy :snooty:and proud to be Al-ḥamdu lillāh الحَمْد لله‎‎

yesterday i made again but dint take pic next time In šāʾ Allāh (إن شاء الله‎,)

ajj shaami kabab

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Kal banaya tha jala huwa alo keema :halo:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Recipe please

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Recipe please looks :yummy: