Aaj kya pakaaya/khaaya

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

bechaarii Shab to roz GS waaloN ko pakaa pakaa kar khilaatii haiN…kabhii tum bhii to kuchh aayeN baayeN shaayeN pakaa kar Gappies aur Gappans ko khilaao…ham sab mil kar du’aa deNge aur u kaa kaam ban jaayegaa :smiley: Theek? :slight_smile: