Aaj kya pakaaya/khaaya

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

merii pasandeedah kind…i love doodh waali sewaiNyaaN…they are simply delicious! malaaii Daal kar khaayeN to aur bhii mazaa detii haiN :slight_smile: