Re: Aaj kya pakaaya/khaaya
**yeah yeah, par pic se to na peT bhartaa hai aur na hii dil
hehe!
**
yes, khoyaa makes a world of difference but we can’t get ‘REAL’ khoyaa in Canada ![]()
wow! anDe kaa Halwa is my favourite too but yeh to bataayeN anDaa kis kaa thaa? murGhii [chicken] haa yaa battaKh [duck] kaa yaa phir shutur-murGh [ostrich] kaa?
![]()