Aaj kya pakaaya/khaaya

**
wow…mashaa Allah…pakaane kaa hunar ho to bas aisaa…wow!

vaise itne thoRe se kiuN banaaye haiN kabaab? itne saare to maiN hii khaa jaauuN vo bhi ek hii baiThak meN snack ke taur par :)**