Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

me already kaali hoon :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ab Itni Kaali Bhi Nahi Ho :blush:

jitni Kaali ho utni he raho :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^
mujhe aur b kaala banna hai :chilly:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^Kissi Nay Farmaish Ki Hay Kiya :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

^
kisi ki farmayish mein kyun manun?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^tou phir tum kaali kyun hona chahti ho :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^
kyun k mujhe mera kaala rang bahut pasand hai :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Koila moun Pay Mal Lo :k:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^
iski zarurat nahi me already bahut black hoon :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ab Itni Bhi Black Nahi … U require more koila :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^
abhi to ap ne muje dekha nahi hai jab dekho ge to kaho k koile se b kaali hoon :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

on uni’s time table :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

On Isreal again… :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

gussa ais bat pa aa raha ha ka ghussa kion nahi ata ab?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nahi aata tu achi bat hy na

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:mad3: gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

no gussa
relax vg kia hua hai :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhe ghar jana hai :teary3: :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tum garh pr nai ho :frowning:
ro q rhi ho vg :hugz: