Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mujhe gussa nahi aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ap ko btanay ki zroort nai dekh kr pta chal rha hai :cb:
nai gussa nai aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

q g ??? khairiyat to hai na :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Bohot Ghussa aa janaa tah !!:o:snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa today

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Aaj gussa naheen aya lekin uskeh bhai ne visit keeya thah... uska khoob istakbaal keeya tha meney. :ASA:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Faris bhai n gussa…:eek: do alag alag cheezein hain

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Haan jee lekin humara double rishta hain Gussa merey Mamoo ka beta hain… :biggthumb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:eek::eek::cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

No Gussa :rotato:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aur happiness ap ke khala ke beti ho ge :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Arey saab raaz mat kholo merey bhai :lifey:

Kisee go gussa ajayga :wink:

:rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

achy raaz kholny se gusa nahi aata

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Haan yeh bee darust hain bhai… :cb:

Waissay Gussa kafee acha admee hain sirf ateh jateh kisee ka nuksaan kardeta hain… :smack: Uff aj kal ke larkey aur larkeeyan!

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

faris paa ji gusa tu bas aven changy bhaly bandy ko ly jata hy

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Jee bilkul darust baat kaye hain aap nai :k:

Lekin jo insaan apney gussay ko kaboo karleh wo yakeenan kamyaab howga :cobra:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wah g wah key gall kitti jay :cb: bara dukh hoya jee sannu sun kay :frowning:
Ghussay seedha khoo lay kay janday ja jithoon band wapus v naheen aa sakda :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Banker Par :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^Itna Ghussa mat kiya kro Kaali Hojaogee :cb: