ab mai usko tou kuch keh nahi sakti tou yahan per b apna dukh na sunaun tou kahan jaun maiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii:cryb:
hahahaha..nahi nahi 2 rupees:p..itnay zada paisay mai nahi deti ![]()
Woh tou mujhay pata tha
mein nay socha shayad tum baqi kanjoos larkeon say mukhtalif ho ![]()
aab tou woh tumhari jhotti shikaitain bhi lagay ga ![]()
kiun kiun..kya 2 rupay ki koi value nahi..mere khoon paseenay ki kamayi hai ![]()
Tumhary Nazdeek tou buhat hay leekan uss kay nazdeek naheen hay ![]()
waisay office mein A/C ya fans naheen hain kia jo tumharay paseenay say pura GS Mahak raha hay ![]()
A/C hain per chaltay nahi…fans kharab hain :p..v blv in fresh and natural air:p
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
Chaat bhi hay kah naheen ![]()
hahahahaha…nai v sit under the sky…wow natural weather…it opns our minds:p
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
Neechay Chatai bichai hay kah matti mein baithi ho
sondhi sondhi khushbo of mud ![]()
taat bichay hue hain and hum apni apni copy pencil le ker atay hain kaam kerne k liay…v r very professional ![]()
Pencil
Ittni Aiyashi
Kia Koyla naheen milla tum ko likhnay kay liye
aur copy kay bajay Takhtian Naheen hain u kay pass ![]()
hahahahahaha…haan pehle hum takhtian aur koilay hee use kerte thay lekin jab se mai iss company mai ayi hun, meri waja se company tarakkee ki bulandion ko chu rahi hai and now v have shifted to copy and pencil ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
baychari company ka nuqsaan tou kar wa dia nay ![]()
waisay yah office boy walli ayashi samjh naheen aai
yah fazool kharichi kiss liye kaheen woh compnay ka malik ka Sallab Sb. tou naheen hay ![]()
ohhhhhhhhh phir se u ne mujhay mera gham yaad kerwa dia
…humain apnon ne loota ghairon mai kahan dam tha, meri kashti wahin doobi jahan paani kum thaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ![]()
Itnna Gham-o-ghussay ka izhar ![]()
mein nay iss liye pocha tha shayad koi tip day sakoon ![]()
Challo aab rona band karo chips khao gi
leekan sirf 2
ohhhhhhhhhh 2 chipssss…itnay zada…itni overeating kerne se kahin tabiat kharab na ho jaye…u r so generous puary 2 chips hee day dalay mujhay :p…mai ye kahun gee tou aap k paas tou kuch bachay ka hee nahi:p
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
yah mein nay tum ko one week ka quota dia hay
Tum Ittni Fazool Kharach ho gi kabhi socha bhe nah tha mein nay :pcg:
hahahaha..oh sorryyyyy…mai ne tou socha k half khaun gee and half bank mai save kerwa dun gee:(..ap ne mujhay itna underestimate kiyaaaa…mai ne tou account b open kerwa liya apna:p
Jo account khulwanay kay paisay lagay gay woh
Tum kabhi naheen samjho gi fazool kharach larki ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
garmi bohot ho gai isi baat pay aa raha hai ![]()