Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
sharam karo ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
sharam karo ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
kiss baat ki:konfused:
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
Joaap ne kahi ‘I’ & ‘U’ ![]()
mainey kya kaha ![]()
aur phir i u me shuru ker diya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????
God some stupid blunder happened.
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
kya hua nida?
![]()
lethal seeti shareef larke nai bajate ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
mein lethal hoon shareef nahi
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
ab sharafat ko loog gaali samajhte hain ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????
to aap khalo or rona band karo
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
kya ker loon:konfused:
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???
me ko LP par ghussa aaya ![]()
Woh maira Ruba Dinar wapus naheen kar rahi hay ![]()
mujhay shadeed ghussa aa ra hai subhha subha apnay office boy per..he is so much of a shikayati tattoo
…mai kal 2 baje office se apni frnds k saath challi gayi lunch per and us ne boss ko bta dia that am no more in office and i have gone:aj:
..i wana killllllllllllllllllll him ![]()
![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????
haha ........... us ko b lunch pay sath lay k gatii tou yeah sab nah hota ....
jaisi krni wasi bharni ........ samjhi
Neha G me key tarah kuch monthly day dia karo ussay ![]()
my office boy tou me ko paishgi khatraat say bhi aagah kar daita hay
lunch per wo b usko …grrrrrrrrrr:mad:…i dun wana see his face even
..he is so muchhhhhhhhhhhhhh shikayati tattooooooooooooo…ager apna mun band rakhta tou kisi ko pata nahi lagna tha k mai chali gayi hun ![]()
hahahahaha…deti hun usko but wo kisi ka nahi :(..aisa hee hai thaali ka baingan ![]()
yeah tou ilzam hai becharay pay … abb tum itni b chootii nhi hoo k … logo ko nazar hi nhi atii … ufffffffffffffffffff.
Us bicharay nah ek barr shikyiat lag dii to itna bara taufan kyu khara kr rhi hoo … tum b to us ki chugli kr rhi hoo .. yha pay … hehe
Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????
abhi tuk nai aaya ghussa :@:
uss key monthly increase kar do
BTW kitni monthly hay uss key khudanakhwasta 5 ya 10 rupees par to naheen taal daiti ho ![]()