Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

:eek: kounsi walli garmi

oh nahi mai ne desi account khulwana hai wo muhallay wali aunty k paas jo 5 rupay se hee khul jaye ga na :wink:

5 Rupees :eek: ittnay saray paisay aai kahan say tumharay pass :aj: aur fazool mein day diye muhallay key mai ko :naraz:

fazool mai nahi diay , bari soch bichaar k baad and kayi saal ki financial planning k baad , interest rate k hisaab kitaab k baad i was able to give it to her na…

Phir Bhi Paanch Rupees :eek: kho khatay mein daa diye :bummer:
anyway tum nay bataya naheen kah office boy ka company ka malik kay sath kia rishta hay :hmmm:

:hmmm:
..
…
…
weather

Oh Acha mein nay socha shayad Ma’day key garmi na ho gai ho muraghan ghazain kha kha kar :wink:

ye tou tum ko tab pata lagay ga k ye meri kitni intelligent investment hai jab mai karor patti bun jaun gee in 5 rupay k zariay:p

rishta..mere khayal se mukhnari kerne ka rishta hai :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

tum karor patii nhi ban skti … karoor patniiiiii ban skti hoo .. hehe

btw tmhe koi kaam dhanda nhi hai … chaloo ja k kaam kroo …warna phir office boy u k boss ko shakiyat lga day .. phir nah aana roti hui mere pass … samjhi

karoor pati :barbie: tum Pati tou ho nahen sakti :zobo: phir karoor pati kaisay bano go :cb:

mujjay kaam dhanda hai …mai GS and dunia ko saath le k chalti hun:p..tumhari terhan sara waqt guitaar pakar k nahi bethi rehti :stuck_out_tongue:

:smack:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

oyeeeeeeeeeeeeeeee kuriyeeeee two things … first apni motti motti majj alii akha khool k daikh ohh guitar nhi …

2nd un motti motti ankha te chasma lga te tinu pta chale k mai baitha hua b nhi .. hooo …

samjhiii … eeeeeeeeewwwwwww

Kia howa :konfused: Desi Account walli Mai tou mulak say farar nahen ho gai :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

hi slam 2 allll by my side

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

wa-elakium salam …

kya baat hai .. ajj barii achi aunty bani hui hooo .. ??

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

kaisy hain sab ?

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

sab kon ???

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

means all at gs

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

mjhe kya pta .. gs say pooch looo