Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ good ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ good ![]()
![]()
Abhi Tak lekin ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
merii ek aur murGhee kuRak ho gaii! ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
good yar anday par wo baithay gi ya U ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aya tha meri sis ki wajha se mujhe jo halwa mangwana tha wo reh gaya pak mae tu miley ga bhi nahi ![]()
Abhi Tak nahi Aya ![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
No gussa
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
samjhtey kya hai khud ko ![]()
mae ney sab larkun kooo short on the sport ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ baji ye sab larko ka kya kasoor ![]()
aap khud dehaan se rahein to sab thik hai ![]()
Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bachon ne dimagh kharab kar diya saare ghar ko dustbin jaisa bana diya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
as usually no gussa
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Ghussa? vo kia hotaa hai? ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Bhai ji kese hein aap ?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
alHamdolillahā¦tum sunaao kaise ho? ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
I am good too Thank you Bhaiya jiā¦
aap aj kal kahan ghayab hein⦠yahan aate jaate raha karein ji aap to hamein lift hi nahi kerwate⦠![]()
btayeey aj kal kya masroofiyaat hein ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kya kaha:aj:
App hutey na tu waheen phada shuru hu jata wo tu meri sister ne hath ruk liya nahi tu dety bag ghuma ke ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
are nahiiN bhai, aisii koii baat nahiiN haiā¦dar asl aajkal ham apnii bhateejii kii new born betii ke saath bahot busy haiNā¦roz long drive hii ho jaatii haiā¦us ābundle of joyā ko dekhe binaa aur use khelaaye binaa chaiān nahiiN aataaā¦maiN naanaa ban gayaa lol
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ Mubarik ho Bhaiya aapko bohot bohot ![]()
Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Aaj nahi Aya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
koi hathey cher jaye batati hun ussey ![]()