![]()
Mujhe kal ka nahi Aya ![]()
![]()
Mujhe kal ka nahi Aya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Mujhe to aata hi nahi ![]()
![]()
Aap ki Sugar to High nahi
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
suger mae tu ata hi hai gussa chahey high hu ya low ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
awwww ![]()
ALLAH reham kare… kesi baatein ker rahi hein ![]()
actually gussa meri personality ko suit hi nahi kerta ![]()
and insan pe gussa kerna bewkoofi hai… ye sab shaitaan ka bharkawa hai…
^Hahahhahahahahhahahhahakuna ![]()
I’m Sryyyyyy :sid:
Yeah u r right ghussa Karna achi Baat nahi Hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ hehehehehhehhehehe ![]()
it’s ok ![]()
hanji and mujhe to suit b ni kerta ![]()
Waise Baat to achi Hai lekin apko kisne kaha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ hahahahahahahhahahaha ![]()
aji bohot se logon ne kaha infact meri aksar jaghoon pe khamoshi pe daad di gai ![]()
Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Hahhaha good ![]()
Asaan nahi hota ghussa Control Karna :sid:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
^ ye ghalat hai... jab aapke uper Personality & Status ka boujh ho tab control to kya gussa minus me hota hai :)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mae ney bohut jagha pey gussa control kiya hai wo kese aisey ![]()
![]()
I dont know why Mere Liye ghussa Control Karna bohet zada mushqil task Hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sara din kion nahi aaya hamain ghussa aakhir
bus yahi soch k phir raat ko ghussa aaya..
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aaj bas 200 logon par ghusa aaya un main say 150 hospital may hain ![]()
baqi 50 ab nahe hain ![]()
so had one of the quiet days aaj ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Itna nae haso 201 honay main time nae lagta ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
janay kion ye post parh kar mujhay KungFu Panda boht yaad aaya.. ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kungfu is lia yaad aaya coz I do kungfu well last 6 month say nae kia but I do ya …
panda is lia coz u say pahly LP nay is ka reply kia tha
case solved
![]()