Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Hahaha ![]()
Allah na kare ![]()
Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Hahaha ![]()
Allah na kare ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sab ussi ke hath mae hai :halo:
Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Jii lekin Hamare kartooten kafi had tak Hamare Haath me :D
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
han allah pak ney emotions banaye hain control humein kerna huta hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
merii kuRak murGhii ne aaj anDaa nahiiN diyaa is liye saKht Ghusse meN huN kiuN k mujhe aaj naashta Khaali bread se karnaa paRaa. :(
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bas ab ni aaya
hehehehehe ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Abhi tu din start hua hai :p
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
no gussa...
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Ajj tu mera gussa sathwey asmaaan se bhi oper chal gaya ![]()
annye tu abba ko batati hun ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ ohh aapne abba ki saas banβne ki koshish mat karein ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ abb tu gaye sab ![]()
samjhtey kya hain khud ko mae apna haq kisis ko leney nahi dun gi bohut hu gayaa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ kyun kya hua ??
kya aapke Papa apka make up le gaye kisi aur ke liye ?? ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^:omg: ![]()
hahahahahahahahahhahahahahahh ![]()
papa ko nahi dosrun ko keh rahi hun ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ hahahahahahahahahahahaaaaaaaaaaaaaaaa ![]()
I thought apke Papa kisi aur ko apka Make up de aaye hein ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^nahi ![]()
Aj tu perda uthey ga bus 4 bajye prog start hu na hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
konsa program ?? ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mae ghar ki baat ker rahi hun ![]()
serial ki nahi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ Oouch!!! ![]()
Abhi Tak nahi Aya ![]()