Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Maine to Baba Adam suna hai Bawa Adam nahi…:bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:emmy: awaa kumhar ki bhatti ko kehte hain jahan per bartan pakte hain :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aapko aawa ki bari malumaat hein:mocking:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

to ye misal phr q di jati hy away ka awa hi bigra hy

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bmujy BADAM kion likha nazar aa raha hi:mudhosh:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bohut buri bt jiia api ye bt Hazrat Adam (Peace be upon Him) k barey main likhi hy is liey aisi koi bt nei likhni chahiey thi ap ko. touba kro jldi se nei to maru ga ap ko.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ye misaal iss liye di jati hai… ke kisi din kumhar apne bartan bahar chor gaya hoga.. raat main barish hui hogi to subh aa ke uss masoom ke dil se aah nikli hogi ke 'yahan to aawe ka aawa hi bigda huwa hai ’ :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

me ne kia kiaaaaaaaaaaaa

mujy BADAM HI LAGA:bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apny pas se :cb: :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Bachpan pe kumharon ke bache hamare sath padhte the.. meri unsi badi dosti thi.. aur unke haan bhensen bhi thin.. to unke haan jab doodh laane jate the to awaa bhi dekhne ko milta tha.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

hmmmmmmmm :hat:for muqawwee bhai ye hum sb main ziada aql waley smj waley hn in ki izzt krni chahiey

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Are you serious? :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

bilkul bilkul ma senior citizens ki izzt ka bra qail hu

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:smilestar: nikke pra PP karo.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:smiley: :blush: :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ye PP kia hy or mera hairstyle to na khrab karain

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

I dont get mad easily

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aaj suhbaa suhbaa he fine hoo gaiyaa :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

wo kaisay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

i woke up late :(