Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
not yet,
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
not yet,
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Aaj bhi increment letters naheen millay
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
NADRA office wallon par
Stupid Idiot refused to give my NICOP to my friends ans asking my brother to come and collect ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
I dont know the exact situation but think dts a better way for delivering important document to right persons.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
uss main bhi ghalti kar di
Budbakhtoon koi seedha kaam naheen kar saktay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bss fee lainay maen tu baray ustaad hain
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**^^ lol true! they took ages to send my visa card ![]()
and when you enquire they rudely say ‘app flaan sai baat karay’ ![]()
Back to the thread > Some ppl are so selfish
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
I paid 5400 for Fast Track which takes 9 days but they took 20 days and then
and u know they again said please attest the form
![]()
Mujhy baar baar ghussa aa jata hay unn bad bakhtoon kay baray main soch kar
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
chalain gusaaa janay dain, yahan awaay ka awaaa he bigraaa howaa hy ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
awaaa kia hota hy.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bhae per:(:D
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bhae per:(:D
kia likha hy ye smja nei
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
brother
aap kia samjhe:hoonh:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ma to awaa ka meaning poocha tha us ka mtlb brother to nei hota
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ma to awaa ka meaning poocha tha us ka mtlb brother to nei hota
hummmm KKF se pucho unki urdu bohat achi hi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Linguistic matter
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
awaa ke awaa bigharna hamare haan bhi use hota hai..........:D
i think awaa means puri family ya family ki ek puri generation right?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
BAWA se milta hi to esa hi lagta hi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
main apne abba ke baare me unke pichhe baat kerte waqt unhe bawa hi kehta hun...........:D
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
aksar yi hazrat ADAM ki sath likha jata hi
BAWA AADAM