ary main ny bataia naa main kha chuki hoon koofty roti, abhi gajar ka halwa paka rahi hoon main ny sub ko invite kia hai aa jao abhi garam a garm kha lo bad main nah kena thanda dia tha
**ary main ny bataia naa main kha chuki hoon koofty roti, abhi gajar ka halwa paka rahi hoon main ny sub ko invite kia hai aa jao abhi garam a garm kha lo bad main nah kena thanda dia tha
me meeThaa nahiiN khaa saktaa :( mere liye splenda kaa banaa deN plz yaa namkeen Halwaa hii banaa deN...agar kuchh na banaa sakeN to 7 rupaiya 50 paise de deN maiN baahar jaa kar kuchh aur khaa luuNgaa :) "hehe:**

bahir ja kah kahin ulta shulta kha lia too akhrat main azab main main hoon g, zahir aap kha lain budaa muj ko mily main ny 7 rupaiya 50 paisy diay hain,, mery choty choty bachy hain rehma karain gajar ka halwa kha lain, nahin to thori sa salt dal lain

**
aaaaaaaaaaaawwwwwwwww...bachchoN kaa vaasta de diyaa to ab to khaanaa hii paRegaa...qayaamat ke din kaa kitnaa Khauf aataa hai mujeh sun kar hii...Allah ham sab ko us din kii zillat se bachaaye...aameen **
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
bht bhook lag rhi hai ... is bhookay ko ko allah ka naik banda ya andi kuch pakka k kahla day....... plzzzoooo
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
ACHAR GHOSHAT..........AGR KISI KO BHOOK NHI LGI TO U R MOST WELCOME
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
Kanjooos ! :D
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
i want some :@:
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
i want alllllllllllllllll .. hehe
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
phir baaqi loog kya khaingey if u eat all sarmad:5:
Kanjooos ! :D
ni ao g ao bismillah
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
mee too :@:
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
+++
bhi chahiyeh ![]()
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
lp g ap b ayen ap ne to hamen sula hi nhi mari........
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
abhi maiN ne shakarqand kii kheer khaaii :) bahooot lazeez :)
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
to hamen kis liye btaya he
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
fish with sweet chines sauce with white rice and green salad/italian dressing:D:
Khane ke baad sweet khana sunnat hay mujeh
chahiyeh !
mujeh bhi chahiyeh par halaal ho ji ![]()
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
sweet men mitchel tofee kha lena..........nhi to apni pocket se money nikalna or kha lena sunnat puri kr lena very simple