ab kiya fish bhi halal karni paden gi:bummer:
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
fish ko halaal karne ke liyeh nahi keh raha… Masala jat hilaal hoo ![]()
main ne koi masala jat ki bat ki hai:smilestar:![]()
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
aap fish khany sy mutlab rakhain masala jaat ki fikar choraain, ab fish gelatin main to paki nahin ho g
zindagii ko mazeed dushwaar na banaao, yaaro!..baal kii khaal na utaaro…
tajassus** achchhii cheez nahiiN**
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
Bagheer masala jaat ke maza kaise aiga ji ![]()
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
kul fish hogi ![]()
**zindgi khud hee dushwar hoti ja rahi hai, fish kah maslajaant ko rehny do crab kha lo uss main to koi tajassus ki zaroorat nahin kah haram hai **
**
yehii to…ek Hadees hai k jiskaa mafHoom yeh hai k Huzoor saws kisi ke baar baar sawaal karne par jawaab dene se gurez kiyaa to poochhne par farmaayaa k agar vo “haN” kahte haiN to ummat par vo baat farz ho jaayegii aur Khaamosh rahne se vo optional rahegii…dil chaahe kar lo, dil chaahe na karo :)**
**hahaha…khilaauuNgaa to bas ek baar…dil se! aur vo saaniHaa shaadii jab hogii tab pesh aayegaa…taiyaar rahnaa
ok? ![]()
chhuTTii manaayii jaa rahii hai? mubaarak ho maiden weekend ![]()
**
**nooo..itz not chutti…today is half day..am in office abhi…will leave till 3:00 p.m…
acha tou kab ho rahi hai shaadi:D**
**hayeN? :o Sat is NOT a holiday? :o what a shame…are baba 3 pm tak kama kiyaa to HALF day kaise huaa?
haRtaal karo…go on strike ![]()
shaadii ke liye ek adad kanniyaa kii avashya zaroorat hotii hai…koi nazar men ho to bataao
nazar dauRaao idhar udhar, oopar neeche, daayen baayeN, aage peechhe, daryaaoN meN, saHraaoN meN, aaiine meN ;)**
hahahahahahaha…ohhh mujhay tou her jaga mai hee mai nazer aa rahi hun ![]()
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
CHICKEN KARHAI = WIN
masha Allah…unkii maHmil meN nazar soorat e aaiina gai… ![]()
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
aaj khane me kuch nahi hay b’coz no1 in the kitchen ![]()
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
^Make maggi noodles ![]()
For me it’s Aloo Gosht today.
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
handa hubala hai ![]()
Re: Aaj khane mein kya paka hai?
baqi kisi ka to kuch patha nahin kah aj ki paka hai khany main per main, aj alu bangin ka soch rahi hoon