Mein Urdu mein baat karoongi GS per. InshaAllah meri Urdu aur achi hojaiygi. Meinay GS koi join kiyaa thaa thaakay meri Urdu bayturr ho jai, aur Alhumdulillah, menay Urdu kai baarai mein GS Cafe kai logoN sai bohat kuch seekha hai. ![]()
Re: Aaj kay baad...
Aap iss sey pahley bhi yeh daawa kar chuki hain aur jahan takk mujhe yaad parta hai, aap apney daawey sey mukar gayi theen. Phir bhi, kaamyaabi aapkey qadam choomey.
Re: Aaj kay baad…
yeh tu bohat achi baat hai. ![]()
Re: Aaj kay baad…
Alrite Phatti :k:
btw agar app urdu mein ab say baat kuro gi tu can u let me know wht do u call a straw in urdu?
Re: Aaj kay baad...
straw = phukni
Re: Aaj kay baad…
Shikra - Agar aap ko itna ziyada yaad hai, tho phir aap mujay yeh bataiN kai meinay Urdu meiN baat karna kab chorra tha? ![]()
Passionate - Jee maloom hai. Isliyay tho kar rahi hoon. ![]()
Re: Aaj kay baad…
ASn:
phukni ![]()
ma friend told me its Allae Khainch, i guess he just made it up
Re: Aaj kay baad...
Woh Hai Jo Khusbhu Ki Tarah, Jiski Zubaan Hai Urdu Ki Tarah
Re: Aaj kay baad...
lol yeh kahan sai sounaa hai aapnai?
Re: Aaj kay baad...
Allah khair karay abb cafe walouN ka, ameen!
Re: Aaj kay baad...
actual pronounciation is "phookni" not phukni. phunki is more paindoo estyle.
Re: Aaj kay baad...
Rabb tumhari madad karey bacha!
Re: Aaj kay baad…
mairey naal koi kaddi vi punjabi nai boulda ![]()
Re: Aaj kay baad…
Yeh aajkal GS par malang, faqeer, baba gee kuch ziada hi nahi hogaye ![]()
Re: Aaj kay baad...
shikki massi choutaY say zehan par ZOUR na dalou! :)
Re: Aaj kay baad...
Phatima: kala kalaaN ko tum naY sindhi bolnaY kee practice shuru kar dee tau yahaaN ALLAN FAQEER bhee aanaY lagaiN gey :p
Re: Aaj kay baad...
Its better late than never.
Talking in urdu really helps alot. And Typing in urdu improves it as well :)
Re: Aaj kay baad…
good… :k: Allah aap ko kamyab kary..
isske baad maiN aap ko Pushtu sikhaoNga… Mod ko maximum zubany aani chahey… ![]()
Re: Aaj kay baad...
Urdu rules!