Aaj kay baad...

Re: Aaj kay baad…

hun mere naal punjabi wich floodin kon karega :bummer:

Re: Aaj kay baad...

oh yeh to app nay bohat acha irada kia hay ..hum bhi urdu kay chahnay waloon main say hain ..

khoob guzray ge jo mil bethain gay shaiqeen-e-urdu

Re: Aaj kay baad…

AQ - Allan Faqeer kaun haiN?
Menay aik kitaab-e-Urdu mangwaiy hai aur meiN vo parhti hooN aur ous meiN sai kaafi Urdu seekhi hai. :slight_smile: Abh Urdu parhnay aur likhnai bhi seekh rahi hooN.

DM - Kabraii naa :hug: Mein tuwaday nal Punjabi vich flooding karaangi…(laiken meri Punjabi itni achi nahi hai =)

Sub log ko shukriya :slight_smile: Agar menay kuch ghalat bolaa hai, tho mujay bataadaiN.

Re: Aaj kay baad...

na jee na thuwadi punjavi te hik dam jabur dast hai :p meno wi inni ni andi hay :p

Re: Aaj kay baad...

aagaya bura waqt, sahi kaha kisi shair-e-waqt nay kay waqt-e-bura aatay diar nai lagti :s
abb aik lugat-e-urdu chapwani hogi, jiss main har lamha aik new word-e-urdu ka indeeraaj hoga :s

aayay... aajayay... abb aa hi jaiayya...
... :s

Re: Aaj kay baad...

Mujhe aapko Urdu boltey huey sun-na hai, aap apni awaaz ya tou Audio mein post karein, ya phir mujhe phone karein.

Re: Aaj kay baad…

^ :eek: Shikra tho Dada Abbaa say flirtiaN maar rahaiN haiN :eek:

Acha aur abh menay apna dimaagh badaldiya hai (I changed my mind :bummer: ). Mein Cafe mein Urdu mein baat karoongi kyuN kai meiN idher sab forums sai ziyada post karti hooN aur doosri forums meiN Urdu mai “discuss” karna ziyada mushkil hota hai.

Urdu meiN “discuss” kesay kehtaiN haiN?

DM - Tussi nai Punjabi kithay sikhi ai? Minoo vi sikhaa :frowning:

Re: Aaj kay baad…

mein bhi :jhanda:

Re: Aaj kay baad…

**phatima **NO :rolleyes:

Aaj shaam ko meney aapka imtehaan lena hai. Aap tayyar rahna.

Discuss = Mubaahisa karna or behas karna

Re: Aaj kay baad...

acha laiken imtehaan kya hota hai? :(

Re: Aaj kay baad...

Exam, test

Re: Aaj kay baad…

Amma :bummer:

Abhi tho school sai aiyy hooN. Mera exam sham lanai ka koi mood nahi hai :snooty:

Re: Aaj kay baad…

:rose: :rose: :rose:
:rose: :rose: :rose: