aaj kah khana :D

Aaj humare ghar guests aie, abbo keh friend and unki family
Pehli bar aa rehai the toh humne kafi kuch tyaar kiya
Menus tha yeh ….

Chicken keh spring roll
Tali huwi mogo (yeh Africa ki dish hai )
Niblets jo masle mai marinate kiye geh then corn flour laga ker tale gai
Corn on the cob in peanuts and coconut masala (another African dish)
Dhood vaali sawain’an
:smack: yeh abhi add kiya kyun keh pehle bhool gai thi kebab bhi bane huwe the deekh kebab :smiley:
Aur kashmiri chai

Then shaam ko humne apne liye tortillas banai
Filling was chichen with bell peppers, cabbage, sweetcorn, dessicated coconut
With it was cabbage in mayonnaise and yoghurt
And a cucumber and lettuce salad

For dessert we had profriteroles :smiley:

Balti menu kesa laga?

**and NO this was NOT a rishta meeting for all of u thinking tht :snooty: abhi meri perne ki umar hai **

Re: aaj kah khana :D

hmmmmmmmm....trying to read carefulllyyy with my two choti choti akhaan

Re: aaj kah khana :smiley:

hyeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee meri parhnay kee yaadasht kho gaaaai kuch nahi parhna aa rahaaaaaaaaaaaaa :crying:

hyeeeeeee mein kithay jawaaaa :crying:

Re: aaj kah khana :smiley:

stop crying :bailan:
maine theek ker diya ahi :snooty:

Re: aaj kah khana :smiley:

pehley kabhi nahi banatayy jabb aap k ghar doosray guestt aain tau..???
just aksinggg.. u know:blush:

Re: aaj kah khana :smiley:

honey banate to hain bohot kuch
magar aaj dil kia sab ko batane koh khaas ker Balti ko :smiley:

Re: aaj kah khana :smiley:

jao hum yakeen nahi kartay :snooty:

phelay maa badolut Papa ke Muskan ko khana khalaya jieeeee tukhliyaaaaaaaaaaa

Re: aaj kah khana :D

hehehe

kion balti ko yei sabb naseeb nahi hua kabhi??

Re: aaj kah khana :smiley:

na yakeen kero mera

aa jain humare ghar mil jai gah esa khana :slight_smile:

Re: aaj kah khana :smiley:

hyee sachi mein :yummy:

:bhangra:

Re: aaj kah khana :smiley:

haan q nehi :smiley:

Re: aaj kah khana :D

Yaha kiss cheez ka langer but raha hai Mai line mai lagoo

Re: aaj kah khana :smiley:

tumhe kissi neh nehiinvite kiya :snooty:

Re: aaj kah khana :smiley:

Chal joti perne ki umer mujhe abhi tek kio nahi perha :naraz:

Re: aaj kah khana :smiley:

tumhe mai kiya apne aap ko pagal keron ghi?

Re: aaj kah khana :smiley:

agar mai apna naam baltiwala/lotaywala/matkeywala ya kuch aur wala rakh loo phir bhi nahi

Re: aaj kah khana :smiley:

tum koi marzi naam rakh lo nehi invite keron ghi :snooty:

Re: aaj kah khana :smiley:

moooti.. :o

PS:- kiya aadhai mehman ya maizbaan African thai? :confused:

Re: aaj kah khana :smiley:

maine toh bas thora khaya tha:halo:
nehi adhe mehman african nehi the balke udhar rehte the hum(mere abbo ki family)

Re: aaj kah khana :smiley:

OK phir mai dadi ko kehta hoo woh mujhe ye sub kuch paka dey gi
phir mai tumhay bhi nahi khalaoo ga :naraz: