Re: aaj kah khana ![]()
keh do keh do ![]()
meri ammi ki terha koi nehi cooking ker sakta mashallah
Re: aaj kah khana ![]()
keh do keh do ![]()
meri ammi ki terha koi nehi cooking ker sakta mashallah
Re: aaj kah khana ![]()
Acha kaha say li thy ammi mujhe zaraa address do mai bhi aik ammi ley ker aaoo
Re: aaj kah khana ![]()
meri ammi ki terha aur koi ammi hai nehi
apni ammi seh kaho ![]()
Re: aaj kah khana ![]()
Konsi wali ![]()
Re: aaj kah khana :D
kiya matlab konsi vaali?
apni ammi ko kaho
Re: aaj kah khana ![]()
mari err choro waarna tum bhi dukhi
mari dadi say kaho ga woh best hai khana pakanay mai ![]()
Re: aaj kah khana :D
acha thek hai dadi ko kaho
mai kyun dukhi ho jaon ghi?
Re: aaj kah khana :D
agar abhi dadi ko kaha to pittai ho jai gi subah kaho ga
Ok forget about me just tolk about you Birmingham kessa hai mara salam kehna
Re: aaj kah khana :D
:-|
bham bilkul theek hai
Re: aaj kah khana :D
ab to kafi barha ho gaya hoga
mai jab ussay dekha tha to bohat chota tha
Bham mai kabhi koi goora bhi nazar aata hai k nahi :D
Re: aaj kah khana ![]()
mai jaa rehi houn sone keh liye
tum raat bhar beht ker apne posts ginte raho aur fazool baatein kerte raho ![]()
Allah Hafiz
Re: aaj kah khana ![]()
Allah Hafiz
Re: aaj kah khana ![]()
![]()
LARKE WALE AA RAHE HEIN SEEDHA KAHO NA ULU
Luv ya jaani kesi ho?
Re: aaj kah khana ![]()
tum hi ho pagal jo yeh soch behti keh rishta aya hai
post preha nehi aur bol chuki ![]()
luv u too pagal mai bilkul theek houn ![]()
Re: aaj kah khana ![]()
itna khana kha ker bhi theek ![]()
Re: aaj kah khana ![]()
tum aa gai h maar khaane?
Re: aaj kah khana ![]()
haan zara jaldi please kal bhi tum nay theek say nahi kotai ki thy aaj zara theek say acha ![]()
Re: aaj kah khana ![]()
Re: aaj kah khana ![]()
pedaish se thori khiski hui thi tumse milne ke baad bachi kasar bhi nikal gai ![]()
awww
but i love HIM ![]()