tu gupshup per log kam hain … kya baat hai ji ?
Re: aaj hum hain …
^shukar karo kam hain ![]()
Re: aaj hum hain ...
Hum to hain yahaan per ab aap bhi gayab ho ga a hain
Re: aaj hum hain ...
^tussi fikar na karo nikkiyay ... hum hoon yahan :)
Re: aaj hum hain …
kitnay bizzy jara hum ko bhi bataee do ![]()
Re: aaj hum hain …
yaar busss kabhi idher kisi say milna tou kabhi udher kisi say milna …![]()
Re: aaj hum hain ...
^Kabhi hum say bhi mil lo ;)
Re: aaj hum hain …
tum apni shakal tou dikhaou pehlay ![]()
Re: aaj hum hain …
Yahan kaisay dikhaon … pahlay he buhat TALABGAAR hain ![]()
Re: aaj hum hain …
meray ilawah koun aagaya ![]()
Re: aaj hum hain …
![]()
@ PK and Emm aaapi
Aaapi dar jao gi, janwaron jesa hulyaa hei aur mashallah chehre ki to baat hi na karen! ![]()
Re: aaj hum hain …
hain, yeh kiya keh rahee ho UA ![]()
umeedouN par mudd na phainkou!! tou sirf …iss ka matlab…aankhein hi achi hai PK kay paas…tabhi chehra nahee dikhata khabeez kaheeN ka ![]()
Re: aaj hum hain …
^oye khala kiyun is sarraili gajar ki bataon main aa rahi ho…n u know kay i am not khabees then why u call me Khabeess:2guns:
Re: aaj hum hain …
tasweer dikha dou warna tumhara number haat say nikal raha hai ![]()
Re: aaj hum hain …
Aray khala woh to main dikha doonga ..Lakin kahan dikhaoon ![]()
Re: aaj hum hain …
abhay pm kar dou na ![]()
Re: aaj hum hain …
na koi omang hain na koi tarung hain meri zindagi hai kiya ek kati patung hain ![]()
Re: aaj hum hain …
^khala kaisay PM karoon tasveer abhi main ghar par hoon … kal off kay lappi say kardoonga ![]()