Cafe main haar koi puchta hai aap ka din kaisa guzra
khana kia khaya,
pizza ya paratha
khota ya trAktor
hakeem ya doctor
chicken ya murghi
lassi ya pepsi
coke ya sabz chai
so hum nay soocha aaj app say kuch aisa puchtay hain jo pahlay kabhi kisi nay cafe puchaa hoo ga…
Tau jaldi jaldi batao sab kay…
Aaj aap ka pait(tid) kaisa hai?
Re: Aaj Aap ka…
Mera hissa na pohancha adhay ghantay main tau main yahan say hee nazar laga daini hai:emmy:
Re: Aaj Aap ka…
pahlay kia puncture tha ya dhuan marta tha?
IS
May 25, 2011, 8:29pm
6
Re: Aaj Aap ka…
pehle thora zaida ho gaya tha
LP
May 25, 2011, 8:36pm
8
Re: Aaj Aap ka…
Mera godaam…oops i mean pait bara dheet hai…nazar nai lagni
IS
May 25, 2011, 8:41pm
9
Re: Aaj Aap ka…
miti tau nahen khatay?
nai wo umer kab ki guzar chuki
Re: Aaj Aap ka…
mujh say kisi nay poocha hii nahen mera tid kaisa hai
IS
May 25, 2011, 8:53pm
11
Re: Aaj Aap ka…
aap khud bata dain apni madad aap k tehat
IS
May 25, 2011, 8:59pm
13
Re: Aaj Aap ka…
khali hai
matlb chohe dorh rahe hain
Re: Aaj Aap ka.......
dorh dorh kay thaak gay`ay thai...abb woh taxi pay chakar laga rahay hain:P
LP
May 25, 2011, 9:23pm
15
Re: Aaj Aap ka…
unko pata nai kya tail mehenga ho gaya hai:emmy:
LP
May 25, 2011, 9:33pm
17
Re: Aaj Aap ka…
Aap polluted hawa se pait bhar lijiye
Mai phir se pasta khane jaa rahi hoon
Re: Aaj Aap ka.......
eik hee dafa pasta ki daig saaf karr dou
baar baar kiun zahmat karti hoo anay janay ki
LP
May 25, 2011, 9:53pm
19
Re: Aaj Aap ka…
Pait chota hai:bummer: jaldi bhar jata hai:(
Re: Aaj Aap ka…
eik tidi extra lagwa lou:phati: