aaiyah ilaaj karwaiyah :D

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

mai chai nhi peeta ... coke doo mjhe

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

paisay lay lo mjh say mere liye aur apnay liye lay aao market say....but tin pack lana......

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

ye canteen nahi hai.. tum dono jakay hospital k bahar se khana kha k ao.. :jj:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

Hmmm…pls. mujhe tho khud hi admit honi hai…ek paagal hai jisko mai maarna chaahthi hoon :snooty:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

chaloo mil k mareen

your my bestest friend na..issliyah sab sey pahlay tumhara naam :hugz:
cholo dono mortin macchar ka mil kar ilaaj karaingay :cb:

:rotfl:

:smilestar: yahan hum muft main ilaaj kar rahay hai tum baad main fees wasool karlena..

yeh hospital 24 hrs hai

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

summarize for me :@:
:salam: dania
kaisi ho?

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

Dania: :rotato: soch lo :smiley: mey nai nai doctor hoon:p kaheen kisi ko ura hi na doon mey :smiley:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

:hayaa:

walaikum salaam

mortin macchar ko tum elephant ka enjection mat laga dena

:hoonh: laga hi na doon mey injection:hoonh: i wont let that machar enter in ma hospital:devil::aq:

woh bohat highly infected hai as DM said.. :cb:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

^ :D DM bhi to doctor hein na unko hi bolo ilaaaj kerney ko :p

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

^ jo machriyia phle say ghusi hui hai hospital main (sara , rabika or dania ) un ko kon nakale ga ??????????????????????????

:naraz:

morteen tou tum bhi ho :rotfl:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

machar kaha meri sis's ko :ASA:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

:hoonh: LP bolney do:devil: tum ney dehka naai???merey haath mey itttaaaa baraaaa injection hey sirfffff aur sirf sarmad key liyeh :shikari: woh abhi theeeek hojaye ga:mocking:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

me and LP sarmad ko pak’ring raabi jaldi sey injection laga do..bari mushkil sey macchar haath aaya hai :rotfl:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

rabi se pehlay hi sara aying or aa k sarmad ko 6 baray se injections lgaing