Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
mashallah khirki bnaying
kya kamal bat kahi he u ne zabardast
waisay ye to done he k u ka ilaj honay wala he
tmhari mummy ko b inform krti hun
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
mashallah khirki bnaying
kya kamal bat kahi he u ne zabardast
waisay ye to done he k u ka ilaj honay wala he
tmhari mummy ko b inform krti hun
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
chal oyeeeeeeeeee mai dangar doctors say ilaj nhi krwata .. chaloo baghoo yha say .
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
shut up u to kahin nahin bhag sktay tmhara ilaj hoga to jao gy
but i think u to la ilaj ho
tmhara kuch nhi hosakta
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah ![]()
itni subah subah clinic khol dia.. ye compounder kuch zada he efficient hai ![]()
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
chaloo phir mai tmhra ilaj kr daita hoo .... sarmad sara pa ji k sar mai hammer marying or sara be-hosh ho jaying
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
asay hi maring
queen maliha aa k tm se hammer le jaing or tumharay ser mein maring or u boling ayi ammi
lol
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah ![]()
![]()
sarmad police aa jaey gi bhaag jao…
subha subha ???
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
sarmad or maya .. mill krr sara ko pakr kr banding .. or us ko 480V k electric shock daying ... hehe
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah ![]()
![]()
sara jhatkay khaying and sorry boling
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
me bhag jaying
ab apnay ap ko injection lgao
sarmad bhai
allah hafiz
sara maya ko bhainsoon wala injection lagaing n u sory boling
yeah hui nah dosto wali baat …
haha …
sara k sar say dhua niking or baal kharay ho jaying …hehe
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
apnay bal or shakal daikhoo
ullo
or ur friend maya baaantiiiiii
han na.. its just 6 55 pm ![]()
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah ![]()
bhaag gai bhaag gai:yahoo:
sara bhaag gai:champ:
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
ya ... maya us ko usi ki chapal day ayoo ... woh jab b bagh k jatii hai .. chapal yhi chor jati hai ... haha... as a landmark ... haha
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah ![]()
![]()
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D
hehe ...high five
Re: aaiyah ilaaj karwaiyah ![]()
ye lo thakk gaey ho gay chai piyo