aaiyah ilaaj karwaiyah :D

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

javed bhai.. macchar ko pakar lo kahin injection ka asar ulta na hojai aur woh mortin macchar bhaag jai :cb:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

dania moti ap kis liye hen...men senior doc hun
machar pakarna apka kam he

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

aur sara ney case kharab kerdiya SARMAD machar se Makhi bun gaya

rabi ran away

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

hahaha chalo koi bat nhi rabi makhi khatarnak nhi hoti

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

^lolzzz sarmad is sarmad woh phir bhi tung karey gain :smiley: chahey woh kuch bih bun jayein:p

hey na sarmaddd?:mocking::smiley:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

acha gtg now sara n everyone :-)

tc

Allah Hafiz

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

Haan jee yahan ksi ko kam nahi karna kya :hoonh: chalo sab kam per lago apne :snooty:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

ap apny kr aye ho kya ?

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

yahan isi liye aya hon kam karne muhtarma :)

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

ohhhhhhhhh main to apny tamam kaam khtm kr k ai hun yahan duty deny....

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

chalo thek hai.. yeh beds ki chadaren change kar lo jaldi se aj sunday hai :p

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

kr li hain

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

achaa bery good tum bht acha kam karti ho,

lol..javed bhai doc tou main bhi hoon, magar tum kaisi doc ho kah patient ko pakarna bhi nahi aata :stuck_out_tongue:

makhi tou macchar sey ziadah annoying hotee hai…aur geeli makhi tou sab sey ziadah chipkoo hotee hai..tou sarmad sahi cheez main transform hua hai..ab ek aur naya injection banao…:omg:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

ap ko kaisy pata hai main kaaam acha krti hun..

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

bolne se pehle kam kar liya na ;)

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

tum sab bat’tameez ho.. :snooty: :naraz:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

^^ doctor ko b germs lag gaye :eek:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

nahi.. tum log dania ke thread main reply nahi ker rahay.. :snooty:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

redi… sab ko danday lagao…theek hojaiyaiNgay :cb: