aaiyah ilaaj karwaiyah :D

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

bai meri fee bohat high figh he

waisay log aisa sirf apny poists barhanay k liye krty he
1 doosray se agay nikalnay k liye bs

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

^^ Iska hi ilaaj karna hai :hoonh:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

bs ye hasad k germz hen jb ye khatam ho jaen ge to banda apnay aap theek

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :smiley:

rozana 38 injection lagen ge 1 saal ka course hai :snooty: khd hi sai hojainge sab :stuck_out_tongue:

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

ap ne yeh ilaj kiya hai apna?

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

oye maliha mein or DM To doctorz hen

tmhara b ilaj krny wala he

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

Doctors ko sb pta hota hai Mailha :p

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

^sahi kaha DM

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

achaaaaaaaaaaaaa
but main fit hun bilkul

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

^haha ... khud hi phas gayee ... haha is ko too 100 injection subha 100 duphar or 100 raat ko ... or phir 100 danday raat ko saonay say phle or 100 danday subha uthay'tay hi .. haha

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

sab se pehlay tumhara ilaj hona chahiye
chalo DM le jao is ko opreation theater mein
mein abhi i zara

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

Aik min zara dastanay pehan lo mjhe na lag jay :p * pakring larkay ko injection lagaing patakh patakh kar *

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

or larka royingggggggggggggg

DM isko zara zor se injection lagao bary wala

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

Wait pehle chotay lagane do phr baray bad main :p

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

ok carry on

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

sarmad uthing or doc ko injection lagying ... tha tha ..... abb docs roying .. and sarmad bagh jaying

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

awaen bhag jaeng

compouderz tmhen pakring or phir khoob injections lgaing
or u roying ummmm ummmmm ummmm aaaaaaaaaaa chiiiiiiiiiiiii hai ammi ji bachao

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

sara pay gi ko parking or us ko bhains wala injection lagying. ......... ha sarmad khuirki say bagh gaying

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

khirki to he hi nhi wahan u wahin rahing or DM YOU KO 5,6 injections lgaing

Re: aaiyah ilaaj karwaiyah :D

sarmad sara pa ji ko hathi wala injection lagying.....

sarmad khirki bnaying or phir waha say bagh jaying .