Sannan
1
main nay yah ghazal shayad 5th class main parhi thi aur iss kay tamam sher zabardast thay leekan mujhay kuch misray he yaad rah gaiay :hinna:
Anyone can help!
**Aab to ek Qatra-e-Khoun bhi nah Raha bazo main
Khailtay thay kabhi hum Khoun kay toofanoon say
Kia kissi dil main bhi baqi nah raha Josh-e-Jihaad
Yah Sada Aati hay Batha Kay khamistanoon say**
bus yah sher yaad hain
..Shayad Dr. Allamad Iqbal sb. ka kalam ho ya phir kissi aur ka but it was simply awesome …
LP
2
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
Waah kya sher hai 
Aik azeez frnd ki yaad dila dee
Lovely sher
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
Nice :k:
Sannan
4
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
Mujhay yah ghazal chahiye 
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
Google kar lo 
Will try and let you know, if I find.
Sannan
6
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
google par naheen hay :hinna:
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
Aap ne TV / Radio pe to nahin suni?
Sannan
8
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
naheen :(
jiia
9
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
MUJY SAMAJ NAHI AEY:bummer:
LP
10
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
If i give you poori ghazal mujhey kya mileyga?
Sannan
11
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
yah musalmano kay buray halaat kay baray main thi kah woh kia thay aur kia ho giay :hinna:
main tumhain apni shagirdi main lay loon ga :cobra:
LP
12
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
Peer mureedi system:hayaa:?
Sannan
13
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
main nay shagird kaha aur Ustaad hona koi juram naheen hay 
LP
14
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
Aur jub marzi shagirdgi se nikal dainge:nahi:
Sannan
15
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
tumhain woh ghazal mil he nahen sakti 
LP
16
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
Agar mill gaye tou 
LP
17
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
Sher sahi se likha bhi hai ya nai?
Re: Aab to Ek Qatra-e-Khoun bhi Nah raha Bazo main
Nahin mili to banane main kitni deir lagti hai 
Dania
19

Sannan… :k: 