Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

to app be biryani kah lo

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

few chunks of sweet melon,plum and having apple rightnow

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

biryani bani hi nai tu khaoo kaha se
ab tu raat ghar ja k pata chale ga k kaya bana howa hay ar pir dinner karoon ga
:crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

dieting . . . :hmmm:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap dieting kar rahay hain, yah karnay ky baray maen soch rahay hain :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

main na dieting kar raha hon ar na hi is bare kabi socha hay :@: . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

dieting sa acha ha banda koi exercise start kar day

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Still waiting for lunch :pcg:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

waiting kion - khud ban lo

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

true liken itni garmi main exercise . . ..

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aj main murgi ka salin khaya or sath main roti khaye or pani b piya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Abhi abhi farig hua hoon Lunch kar k:smokin:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Khayali pulaao :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Aap ko sugar to nahi

Roz khyali pulao khaate hain kabhi zarda bhi kha liya karen:smokin:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ab maiN agar ziyaada khaauuNgaa to ‘nadeeda’ hahlaauuNgaa jo mujhe manzoor nahiiN…vaise bhii ek hai invisible shahzaadii jo pakaa detii hai Khayaalii Pulaao…on demand!

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Kon hai woh invisible jise sirf pulao pakana aata hai zarda nahi:smokin:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

use highlight kar ke dekh leN k kaun hai :wink:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Lunch kya ab tou dinner bhi hazam ho gaya :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Ham itne samajhdar hote to aap se pochte:smokin:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

lol…aur maiN agar itnaa samajhdara hotaa to bataataa kabhii? :cb: