Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
U have got a point
Jao maaf kiya:smokin:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
U have got a point
Jao maaf kiya:smokin:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
thankoo…![]()
vaise, pahle jaauuN yaa pahle u maaf karo? agar chalaa gayaa to mo’aaf kise karenge? mere bhoot ko? ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Main kon hota hoon maaf karne wala:smokin:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
maaii baap!
haha
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Maaii baap ki aap ne kon si itni khidmat ki hai
na kisi k daant tore na kisi ki hadiyan aap ne Hamein maaii baap kehne ka haq kho diya hai:smokin:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
hahaha…vaise, aajkal yehii ho rahaa hai…![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Oh I am sorry Main aap ki dukhti rag per paon rakh diya:smokin:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
hahaha…dukhtii rag=shah rag? ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
chicken burger from dixy ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
no lunch . . .
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
abhii lunch kahan......
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
koi baat nai 2.5 hours baqi hain lunch main :@:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
kbi khud b koi kaam kr lia kro
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
bhuna howa gosht .. yumm
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
itni sewaray sewaray lunch
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
^ aap ne lunch kar b liya ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
raat ka 1 horaha hai
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
aap raat ko lunch karti hain ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
haan yeah suhbaa dinner karain gii aur dohapair koo breakfast, zaraa 2 step aagay hain
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
vadday log vaddiyaaan galllaaan . ..