Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hr doosrey din kaan khainch diya kro

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

isay subway q kehtay hn

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Company ka name ha

Subway is an American restaurant franchise that primarily sells submarine sandwiches (subs) and salads

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

lo ji ab submarine ka sandwiches se kia taluq

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:bummer:

A submarine sandwich, also known as a hero sandwich, Italian Sandwich, sub, hoagie, torpedo or grinder amongst many regional naming variations, is a sandwich that consists of a long roll of Italian or French bread, split lengthwise either into two pieces or opened in a ā€œVā€ on one side, and filled with a variety of meats, cheeses, vegetables, seasonings, and sauces.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

har dosre din kaan khainch diya karo ap :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap sirf apne liye bana liya karien baqi 19 k laiye cook ko hi banaien dain :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bilkul theek hy, hum keh keh ky tang aa jatay hain par wooh :smack:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

pir aap apna dahi le aya karien ghar se :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

my first meal since day before yesterday :naraz:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kyo kaya bhook harhtaaal chal rai hay aaj kal :faizy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nai bus thori si complicated situation ho gayi thi :bummer:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kaya kar diya :asa:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

uffo.. basically ami abu ko bola tha ke itne late is liye ho gaye hai kyunke khaana khaane gaye hai.. lekin aise tau nahi tha.. aur vahaan na hum 3 hours pehle se hi queue karne lage tau khaana khaane ka time hi nahi mila.. bus poore din mai sirf aik chocolate bar khaya tha :frowning: tau zaahir hai ghar aa kar bhi nahi khaa saki kyunke ami abu bolte ke abhi nahi khaa kar aayi thi :bummer: so issi liye aaj tak wait karna para

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

jhooot nai bolna chiye specially maa, baap k samne tu bilkul b nai . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

pizza :yummy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mai ne b khana hay :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

sorry finished :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

i know :frowning: lekin jhoot jhoot nahi tha.. bus sachaai ko thora sa tabdeel kiya tha na :bummer:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

koi baat nai main pizza hut ja k kha lon ga :barbie: