Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

per wo sach howa tu nai tha na is laiye wo jhoot ban gaya . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mujay b invite kr lijiey ga akailay khatey achay nei lgay gain

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

i guess :( tauba

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

i just had a mid morning snack...fruit cocktail and tea :) alHamdolillah! :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nai sath mera dosat tha mai akila tu nai tha :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

next time care karna inzi bhai . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

daal

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abhii kahan, sirf daal he thee, saath rice yah rooti be baanaa letii naa :smack:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abi lunch ka time nai howa :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bss lunch aanay walaa he hy

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

jummma ki namaz k baaad lunch . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

dts cool then :(

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ma abi lunch nei kia

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

daal mash and chicken karahi . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

daal mash & Rooti

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

chaanay chawal . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

gobhii aaloo kii sabzii, pooRiyaaN :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Kiya baat karte hain

aise kaise khali aap ne:cool:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

han bhai aise hii ‘thaalii’ meN khaa liyaa! :slight_smile: phooli huii pooRiyaaN waqa’ii andar se "Khaalii’ thiiN:

yeh pooRii gol hai, oopar se Khol hai,
andar jo dekho pyaare
bilkul polam pol hai

the comedian, Johnny Walker, is looking for the girl in the market whom his friend had seen once…the fat cop is his dad!

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

goobhii k sath pooriyaaan :eek: