Yeh SaaRhu kiyaa balaa hai?

:hehe: AQ tum bhi bus..
reminds me of the old ad…

Meray abbu ne li hai beema policy
La ke ammi ko di hai (qeema) policy

Takeh rahain amn aur salamat se ham

Aye khuda meray abbu salamat rahain
Aye khuda meray abbu salamat rahain…

:whistling