Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

jaoo pir jaldi se lunch kar lo . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

badd myn krun gi… abhi dil nhi ker raha

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abhi dil kyo nai kar raha :hmmm:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

pta nhi… :frowning:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kaya fight hoi hay kesi se :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

chicken ka salan with boiled rice.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

I dont like boiled rice I wonder how some people like boiled rice.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

boiled rice is very yummy wid rice . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

only some shehtoot… :slight_smile:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ye kaya hote hain :sid:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

sharbat e toot syay jis se bnta hai,…

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mai koi pakki hoi cheez samaj raha tha
ye tu fruit hay
:smack:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

achi trh pka hua tha…tasty…

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

main fight nhi krti kisi sy… srf beat’ti hun :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Hain ? if you do not like boiled rice ,then do you eat them raw ? :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

not at all… but i did think u’d be a “grown-up princess” by now… howcome u r still little

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

esi laiye tu WO ghar nai aaate :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

naan channay

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mix saabzi with rooti …

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ghar se ya bahir se :hmmm: