Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
abi lunch time nai howa ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
abi lunch time nai howa ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
abhii tu nashtaa hazam nhi howaa ho ga
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
^ nashta tu bohat halka kiya hay main ne only 2 rusk
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
aapke halke nashte per mujhe rushk ho raha hai…![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
^ mai nashte ka aadi nai hon oper se aaj kal paratha b nai kha sakta is laiye barhi mushkil se 2 rusk khaiye hain . . .
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
maine do parathe....milk me mila ker uperse bournvita add kerke khayein hain............:D
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
mashaALLAH mashaALLAH . . . ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
so called chicken chaanya & rooti
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
one glass juice....:(
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
kn saaa juice hy, jis sai aap kaa colour fade hoo gaiyaa hy, ALLAH kaher karay kaheen ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
2 glass ganne ka juice yani rooo :@:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
one glass juice....:(
kai karailay ka juice tu nai pi liya jo is terha ka munh bana liya hay :@:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
abhi se
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
abhi se kaya ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
matar waly chawal ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
haleem
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
abhi lunch time nhi howaaaa :)
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
main ne b matar waly chawalo k oper haleem dhaal k khani hay ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
2 aur woh be chopri hui ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
pizza ![]()