Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

chicken haleeem wid 2 adad naan

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

2 adad, hm tu dieting pai hain, poray din maen be 2 adad ky pass nhi ponchtay

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kaya 2 naaan kam hote hain :eek:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ma to aj nihari with khameeri roti khaye hy. :chupki: thnx to ALLAH

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mashaALLAH

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mearay laiy tu bohat he zaidaa, bulkay khuch zaida he hotay hain

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

pir aap ne dieting kyo kaha :hoonh:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

maen dieting kar rahaa hnnn

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap dieting kyo kar rahe hain :hoonh:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bethay baitaiy weight barh rahaa hy

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kuch bhi naheen :hinna:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

tu aap walk/exercise kiya karo dieting se koi faieda nai ho ga . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

good for you

saab mai ne angraizi mai theak likha hay na :hinna:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Chicken with rice

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

chicken palao khaya hy ya rice k sath chicken ka salan. agr chicken palao khaya hy to dts my favorite dish

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ohh .. lunch sy yaad aya.. abhi to myn ny breakfast b nhi kiya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

already doing walk, can't do exercise because of back bone pain\injury

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

waisay kal raat ky dinner be yaad kar lain ky kiaya thaa yah nhi :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ab breakfast ka time khatam ho gaya hay :barbie:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

dinner to kiya tha.. :(

i knw IS bhai... ub lunch aur breakfast sath hi hoga