Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mujhe daal chawal aor daal wid paratha pasand hay :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mai ne tu parathay khaiye hain :@:

PS: kaya aap KFC waloon ne burger daine se inkaar kar diya :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bina tadke wali ubali/boiled toor/tuvar/arhar ki daal

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mujhe bhi pasand hai dal paratha aur main to chawal sirf daal ke saath khataa hun:@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Maine kul aapke pasand wali khichri khaye thee :mocking:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:eek: ubali hui?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Wo nai pata…ammi ne pakaye thee:sid:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oil me onion kat ker dal ne ke baad garam karke khichri me mila ker khaya karo bari maze ki lagti hai.:@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oil nahiii…gheeee maiii:yummy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ghee bhi achha hai magar kabhi oil ke saath try karna

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

i dont like oil k sath:no:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

desi ghee k sath zaida mazay ka hoga :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap me se kisine dosa khaya hai kabhi?:@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mainey…but im not a fan of it:bummer:
i dont like it much…my ammi n abbu like it

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nhi aj breakfast lait kya hai mei ne thts y :snooty:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ghar per bane achhe hotein hain mujhe bhi restaurant wale pasand nahi.....abhi main wahi kha raha hun.............

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mainey sirf aaj he nashta kiya:hehe:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

csn ne ghar mai bhi banaye thee...it was okish....rest wali tou utarti he nai :(

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oh:(..........aur kaunsi indian dishes try ki hai..........?

hamare ghar me ande bhajiye banate hai

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ye kaya hota hay :bummer:

mai ne pocha k aap ne breakfast kab kiya :@: