Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

me nay lunch kar lia :chupki: wohi jo roz hota hai

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Mein ne nehi kia

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap aor aap ki dieting :smack:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

post karne k laiye :@:

kyo :hmmm:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

itna barra sandwich hota hai wo :emmy: kabhi khana ap ko bhi pata chal jaye ga

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Russian Salad key do plates :cobra:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap parsal karwa dian main kha lon ga :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kallay kally
hazam ni ho ga aap ko ye salad :barbie:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Hazam ho kar nikal bhi gia :wink: :omg:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

daikha nai howa na hazam warna itni jaldi na niklta :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Wese hee

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

wese e kar b laina chiye lunch :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

wese hi karnay lagi hoon lunch :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

achi baat hay pir tu :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

G haan :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mashaALLAH mashaALLAH
zaida se zaida khaain ta kay zaida se zaida flooding kar sakian :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Lagta hy aap zeda se zeda hee khaatay hyn :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ji mashaALLAH se :blush:
aap ne meri total number of posts daikh k andaza lagaya ho ga :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

waise lunch me aap ne kya khaya?:@:

aap ko ubali daal pasand hai?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

no lunch 2day:snooty: