Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ye mash ki daal se banata hai.yeh pan me banaya jata hai
Restored attachments:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ye mash ki daal se banata hai.yeh pan me banaya jata hai
Restored attachments:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
aisa main ne nai khaya kabi
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Many ![]()
Whts ande bhajiye:konfused:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
yeh khaas south indian dish hai magar itni famous hai ke taqreeban her city me milta hai........
Aap ke yanha ki bhi koi dish bataye............
Aap ke yanha tandoori chicken milta hai?
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
bhujiya main anda hota hay ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
bhujiya nahi bhajiya........yeh pakore ki tarah hota hai......
besan/gram flour me pani,namak,mirch,dahi/curd,mila ker uska batter banate hai fir eggs boil kar ke unke piece karke unhe batter me dubo kar deep fry kartein hain...........:@:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
mere sheher mai sub kuch milta hai ![]()
famous wud be…kabsa..majboos…mufattah..mandi etc ![]()
![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
never heard of it ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
awien e bongi mari thi main ne ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
oh IS bhai bongian na maara kare
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
yes mei ne bhaiya khai han ninja n i really like they but never tried the one u posted the pic of but have seen ppl eating it alot ![]()
IS mei ne nashta 12 bjay kiya koi aitrazz ap ko:snooty:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
U mean brunch :D
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
oh yes :k:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
oh IS bhai bongian na maara kare
mujhe ar kuch ata e nai hay bongiyoon k elawa :@:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
use breakfast nai kehte ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Ammi is making haleem for lunch:yahoo: cant waittttttt
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ja k aunty ki help karo
and also send me alot of haleem ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Aap aunty k chamche hain:emmy:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
aaj tumne meri life1 me bizzti kardi…![]()
P.S. avi looking nice:k:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Life1 mai waise he koe mujhe serious nai leyta ![]()