Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

chalo jab me 10 K posts achieve kar loon gi tab pm kar dena

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ye wali dono smiley Feedback forum mai posted hain :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nahi mujhay wo waali smileys chahyein jo kisi nay na dekhi ho :@: aisi sar-e-aam posted smileys nahi chahyein

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

wo sar-e-aam posted smileys nai hain :barbie:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

KFc :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

^ KFC acha nai hota :barbie:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

apni apni pasand hai :snooty:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Khichri:yummy:
@Ninja arhar wali :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Lunch ka to pta nhe abhe Dinner Khaya :yummy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Kya khaya :chilly:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

i had arbi and gosht^^^^LP how are you. I cant remember the last time i was here

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Alu Baingain and rice :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

u mean arvi ?
Yep u hvnt been here
:alhamd: im ok

Niceeeee

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

arvi is yumm

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Ninja`s Bheja Fry !

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Ninjaaaaaaaaa

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abi lunch ka time e nai howa :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

lunch time ho gaya hai bhook nhi lagi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

12 baje se pehle e lunch time :eek:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abhi lunch time nhi hua phr yahn kyun a jatay han:snooty: