Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
^ yummyyyyyyyy
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
^ yummyyyyyyyy
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
^ yep it was ![]()
per deit khana kabi yummy nai hota ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ap roz karhai kyun khaty han?
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
white karachi or white chicken both eat today
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
to kia roz karhai kha kha ke paitoo ban jaon? ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
![]()
paitoo banne main harj e kaya hay ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
haan haan harj bilkul nahi hai agar body aur sehat apni na hon to balkay karate pe li hon
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ik tu aaj kal ki generation
motapay k khayal se kuch khati e nai ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
motapa aa chuka hai ab aur kitna aye ga
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
motapa jitna b aiye kam hay
PS: i dedicate a this smiley to you ![]()

Restored attachments:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
lol that’s actually cute but Allah na karay ke mujh pe aisa time aye ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
acha pir ye wali le rakh lain ![]()

Restored attachments:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
lolzzzzz how cuttttttttttte and funny
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
aap dono e rakh lain
ar jab aap ki 10K post ho gai tu apni smiley bana laina aap is ko GS pe ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
lolz omg haan theek hai, i am taking it serious and ab yehi smiley hogi mere nick pe ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
sure why not
let me check any other ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
sab jama ker ke mujhay pm kar dain
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
PM nai ho sakte ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
kion? bohat ziada hain ya bohat motay hain jo pooray nahi ayein ge?
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
bohat zaida mote hain is laiye ![]()